SONG: Jabse Tune Mujhe Divaana Bana Rakha Hai - जबसे तूने मुझे दीवाना बना रखा है

Jabse Tune Mujhe Divaana Bana Rakha Hai - जबसे तूने मुझे दीवाना बना रखा है

LYRICS:
jabse tune mujhe diwana bana rakha hai jabse tune mujhe diwana bana rakha hai sang har shkhas ne hatho me utha rakha hai jabse tune mujhe diwana bana rakha hai uske dil par bhi kadi, ishq me gujri hogi uske dil par bhi kadi, ishq me gujri hogi naam jisne bhi mohabbat ka saza rakha hai naam jisne bhi mohabbat ka saza rakha hai pattharo aaj mere sar pe baraste kyun ho pattharo aaj mere sar pe baraste kyun ho maine tujhko bhi kabhi apna khuda rakha hai jabse tune mujhe diwana bana rakha hai ab mere did ki duniya bhi tamashayi hai ab mere did ki duniya bhi tamashayi hai tune kya mujhko mohabbat me bana rakha hai tune kya mujhko mohabbat me bana rakha hai jabse tune mujhe diwana bana rakha hai sang har shkhas ne hatho me utha rakha hai jabse tune mujhe diwana bana rakha hai