SONG: Jabse Balam Ghar Aaye - जबसे बलम घर आयें

Jabse Balam Ghar Aaye - जबसे बलम घर आयें

LYRICS:
jabse balam ghar aaye jiyara machal machal jaaye jabse balam ghar aaye jiyara machal machal jaaye o dil ne dil se kaha tha fasana dil ne dil se kaha tha fasana laut aaya hai gujra jamana o laut aaya hai gujra jamana khushiya sath sath laye jiyara machal machal jaye jabse balam ghar aaye jiyara machal machal jaaye o la ke ankho se dil me bithaaun o la ke ankho se dil me bithaaun muskura ke sitaare lutau o muskura ke sitare lutau asha jhum jhum gaaye jiyara machal machal jaaye jabse balam ghar aaye jiyara machal machal jaaye o din hain apne mohabbat jawan hai din hain apne mohabbat jawan hai unse abaad mera jahan hai o unse abaad mera jahan hai man ke chor chale aaye jiyara machal machal jaaye jabse balam ghar aaye jiyara machal machal jaaye