SONG: Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai - जब याद किसी की आती है

Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai - जब याद किसी की आती है

LYRICS:
jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai aankho se nind udd jati hai, milane ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati hai jab in aankho me pyar machal kar rota hai dil duniya bhar ke gumo me dhuba hota hai har saans meri ghabrati hai, meri jaan pe ban ban jati hai jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai hum diwane kaise kaise dukh sahte hai apne majahe se dur bahvar me rahte hai hum ko har bah darati hai, kahi dur baha le jati hai jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai har phul kisi ki yaad me khoya khoya hai ye sabnam hai ya pyar kisi ka roya hai jab baag me koyal gaati hai, duniya me bhi uth jati hai jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai aankho se nind udd jati hai, milane ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki aati hai, jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati hai