SONG: Jab Tumko Pukaaru Mai Sarkaar Chale Aana - जब तुमको पुकारू मैं सरकार चले आना

Jab Tumko Pukaaru Mai Sarkaar Chale Aana - जब तुमको पुकारू मैं सरकार चले आना

LYRICS:
aawaz meri sun kar aawaz meri sun kar ek baar chale aana jab tumko pukaru main sarkar chale aana pehle to bulane par tum saukh se aate the nagmo se mohabbat ki takdir jagate the ab muh nahi dikhlate aise bhi bigdna kya jab sath janam ka hai phir milke bichadna kya nagri hai meri suni dildar chale aana jab tumko pukaru main sarkar chale aana hai naaz mujhe apne armaan bhare dil par tanha na rahungi main ab ishk ki manjil par ulfat hai agar sachi main bhi tumhe paa lungi tum dur raho lekin main paas bula lungi deta hai sada tumko phir pyaar chale aana phir tumko pukaru main sarkar chale aana