SONG: Jab Tumhi Hame Barbad Karo, Duniya Me Hamara Kyaa Hoga - जब तुम्हीं हमें बर्बाद करों, दुनिया में हमारा क्या होगा

Jab Tumhi Hame Barbad Karo, Duniya Me Hamara Kyaa Hoga - जब तुम्हीं हमें बर्बाद करों, दुनिया में हमारा क्या होगा

LYRICS:
jab tumhi hume barbad karo jab tumhi hume barbad karo duniya me humara kya hoga le jaye kahan taqdeer ko hum jeene ka sahara kya hoga jab tumhi hume barbad karo tum dur khade ho sahil pe haye tum dur khade ho sahil pe main bich bhanwar me ghir jaau haye ghir jaau us waqt ki halat socho to us waqt nazara kya hoga le jaye kahan taqdeer ko hum udti sulagti raaho pe haye udti sulagti raaho pe ab dhul mere armano ki, armano ki har mod pe gham ki aandhi hai tinke ka sahara kya hoga le jaye kahan taqdeer ko hum marna jo bhi chahe mar na sake haye marna jo bhi chahe mar na sake ik yaad tumhari roke hai haye roke hai jis rang me ho aawaz to do bolo to humara kya hoga jis rang me ho aawaz to do aawaz to do, aawaz to do, aawaz to do