SONG: Jab Tum Chale Jaoge To Yad Bahut Aaoge - जब तुम चले जाओगे तो याद बहुत आओगे

Jab Tum Chale Jaoge To Yad Bahut Aaoge - जब तुम चले जाओगे तो याद बहुत आओगे

LYRICS:
jab tum chale jaoge to yad bahut aaoge tum chale jaoge yad bahut aaoge jab tum chale jaoge to yad bahut aaoge dil behlane ki koyi tadabir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana meri aankho ne ik khwab dekha hai jaise kaanto me gulab dekha hai kisi chehre pe nakab dekha hai meri aankho ne ik khwab dehka hai tum mere is wab ki tabir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana aisa na ho mai majbur ho jau aake pas tumse dur ho jau shishe ki tarah mai chur ho jau aisa na ho mai majbur ho jau mere hatho se meri takadir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana chand log dhokhebaj hote hai unke dil me kuchh raaz hote hai dillagi ke bhi andaz hote hai chand log dhokhebaj hote hai kasmo vado ki koyi janjir dete jana aaj mujhe tum apni tasvir dete jana tum chale jaoge yad bahut aaoge jab tum chale jaoge toh yad bahut aaoge