SONG: Jab Thoda Thoda Aankho Se Qusoor Ho Gaya - जब थोड़ा थोड़ा आँखों से कुसूर हो गया

Jab Thoda Thoda Aankho Se Qusoor Ho Gaya - जब थोड़ा थोड़ा आँखों से कुसूर हो गया

LYRICS:
jab thoda thoda haye jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya dil pahlu se hamare badi dur ho gaya dil pahlu se hamare badi dur ho gaya aankho ka char ho jana ek ban gaya bahana aankho ka char ho jana ek ban gaya bahana sine se dil ko chura lo mai huya rawana sine se dil ko chura lo mai huya rawana piye bina ye sharabi piye bina ye sharabi piye bina ye sharabi makhnur ho gaya piye bina ye sharabi makhnur ho gaya jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya rato ko nind na aaye ye pyar ki saja hai rato ko nind na aaye ye pyar ki saja hai mere hujur jalne me lekin bada maja hai mere hujur jalne me lekin bada maja hai parwana dekho haye parwana dekho haye parawana dekho kaise mashur ho gaya parawana dekho kaise mashur ho gaya jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya ye jante jo pahle se aankhe na hum milate ye jante jo pahle se aankhe na hum milate dil ke is riste ko duniya se hum chhupate dil ke is riste ko duniya se hum chhupate ishq feeka hi tha haye ishq feeka hi tha haay ek ladu haye ek ladu choor ho gaya jab thoda thoda aankho se kasur ho gaya dil pahlu se hamare badi dur ho gaya