SONG: Jab Tak Khada Himalay - जब तक खड़ा हिमालय

Jab Tak Khada Himalay - जब तक खड़ा हिमालय

LYRICS:
jab tak khada himalya hai jab tak ganga me pani amar rahegi is jag me satiyo ki amar kahani satiyo ki amar kahani satiyo ki amar kahani amar kahani, amar kahani ek sati sita ji jiske naam ko kare parnam pati ki agya maan ke jisne choda ayodya dham garabh me balak parbhu hi palak kaha kare vishram ban ko viyogan chali ramakar rom rom me ram lagi bitane din kutiya me vo mahalo ki rani amar rahegi is jag me satiyo ki amar kahani satiyo ki amar kahani, satiyo ki amar kahani amar kahani, amar kahani