SONG: Jab Tak Badi Pawan Sri Ram Ki - जब तक बड़ी पवन श्री राम की

Jab Tak Badi Pawan Sri Ram Ki - जब तक बड़ी पवन श्री राम की

LYRICS:
jab tak suraj chandar gagan mein aur ganga mein pani tab tak rahegi is dharti par raam ki amar kahani badi pavan siri raam ki kahani hai badi pavan siri raam ki kahani hai ye kahani badi hi suhani hai ye kahani badi hi suhani hai badi pavan siri raam ki kahani hai badha charo duishao mein jab atyachar badha dharti par pap pada jag mein santap sunke sabki pukar jage jag ke aadhar jage jag ke aadhar liya sansar mein aake parbhu ne avtar unki maya kisi ne na jani hai badi pavan siri raam ki kahani hai shiv ke dhanuva ko tod mata sita se jod janki pat kahlaye siri raam aaye pashuraam rishiraaj lekar apni kathin kuthar tute shiv dhanuva ko nihar huye krodhit barmbar ve the chhatve avtar jaise agni saukar raam parbhu ka ravbhav jaise pani hai badi pavan siri raam ki kahani hai