SONG: Jab Sur Alag Ho Saaz Se

Jab Sur Alag Ho Saaz Se

LYRICS:
jab sur alag ho saaz se ae ae ae ae ae laya munh na kholegi kabhi bichhde miley to sur mile ae ae payaal bhi bolegi tabhi naache chham chham aansoo hardam mujh birhan ke gaal pe bol birah ke bol paayaliya dukhiyaari ke haal pe dukhiyaari ke haal pe raha bulbulon ka ik joda sajni se sajan bichhuda chaman ujda ro ke kaati raat andheri bulbul sookhi daal pe bol birah ke bol paayaliya dukhiyaari ke haal pe dukhiyaari ke haal pe naari badri ek jagat mein baadariya yahaan barse wahaan barse naari ka jeewan saawan ki rimjhim rimjhim taal pe bol birah ke bol paayaliya dukhiyaari ke haal pe dukhiyaari ke haal pe jhoom chali main piya milan ko bedardi mujhe jaane na pehchaane milan hua to piya na maane sar maaroon deewaal pe bol birah ke bol paayaliya dukhiyaari ke haal pe dukhiyaari ke haal pe