SONG: Jab Se Uljhe Nainwa - जब से उलझे नैनवा

Jab Se Uljhe Nainwa - जब से उलझे नैनवा

LYRICS:
jab se uljhe nainwa lut gaya man ka chainwa jab se uljhe nainwa lut gaya man ka chainwa katu me to sajan tujh bin tare gin gin rainwa hoye jab se uljhe nainwa meri chal najakat wali rang gora zulfe kali meri chal najakat wali rang gora zulfe kali kamsin me umariya bali anjan bholi bhali kansin me umariya bhali anjan bholi bhali janu kya me samjhu kya me pyar ke mithe bainwa jab se uljhe nainwa tar chid gaye tar chid gaye sajan man bina ke din me rat me bat bat me man humar yu bole din me rat me bat bat me man humar yu bole tum ho hamare hum hai tumahare tum ho hamare hum hai tumahare dole bole aaj dil humara dole bole aaj dil humara jane kaisa jadu kar gaye tore julmi nainwa jane kaisa jadu kar gaye tore julmi nainwa jab se uljhe nainwa lutgaya man ka chainwa hoye jab se uljhe nainwa