SONG: Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho - जब से तुम्हें देखा है आँखों में तुम्हीं तुम हो

Jab Se Tumhe Dekha Hai, Aankhon Me Tum Hi Tum Ho - जब से तुम्हें देखा है आँखों में तुम्हीं तुम हो

LYRICS:
jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho hum bhi yahi kahate hai sanso me tumhi tum ho jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho aa gaye pyar ke din bekhudi chahne lagi mastiya jhum uthi zindagi gane lagi aa gaye pyar ke din bekhudi chahne lagi mastiya jhum uthi zindagi gane lagi, zindagi gane lagi dil ke naye nagmo ki tano me tumhi tum ho dil ke naye nagmo ki tano me tumhi tum ho hum bhi yahi kahate hai sanso me tumhi tum ho jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho jab se paya hai tumhe bhiga-bhiga hai sama jab se chaha hai tumhe har nazara hai jawa jab se paya hai tumhe bhiga-bhiga hai sama jab se chaha hai tumhe har nazara hai jawa har nazara hai jawa dil me tumhi rahte ho yado me tumhi tum ho dil me tumhi rahte ho yado me tumhi tum ho hum bhi yahi kahate hai sanso me tumhi tum ho jab se tumhe dekha hai aankho me tumhi tum ho dip kushiyo ke sada dil me jalate hi rahe pyar ki duniya me hum sath chalte hi rahe dip kushiyo ke sada dil me jalate hi rahe pyar ki duniya me hum sath chalte hi rahe sath chalte hi rahe kyu na mile manzil jab raho me tumhi tum ho kyu na mile manzil jab raho me tumhi tum ho hum bhi yahi kahate hai, sanso me tumhi tum ho jab se tumhe dekha hai, aankho me tumhi tum ho jab se tumhe dekha hai, aankho me tumhi tum ho