SONG: Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Lage Re - जब से तेरे नैना मेरे नैनो से लागे रे

Jab Se Tere Naina Mere Naino Se Lage Re - जब से तेरे नैना मेरे नैनो से लागे रे

LYRICS:
jab se tere naina mere naino se lage re lage re lage re jab se tere naina mere naino se lage re lage re lage re tab se deewana hua aa haaa sab se begaana hua aa haaa rab bhi deewana lage re rab bhi deewana lage re jab se tere naina mere naino se lage re lage re lage re tab se deewana hua aa ha sab se begaana hua aa ha rab bhi deewana lage re rab bhi deewana lage re jab se mila hai tera ishaara tab se badhi hai bechainiya tab se badhi hai bechainiya jab se hui sargoshiyan tab se jagi hai madhossiyan jab se mile yaara tere mere man ke dhaage re dhaage re dhaage re tab se deewana hua aa haaa sab se begaana hua aa haaa rab bhi deewana lage re rab bhi deewana lage re jab se tera aanchal dhala tab se koi jadoo chala jab se tujhe paaya ye jiya dhak dhak bhaage re tab se deewana hua aa ha sab se begaana hua aa ha rab bhi deewana lage re oye oye oye oye rab bhi deewana lage re ho jab se tere naina mere naino se lage re