SONG: Jab Se Maine Dil Lagaya - जब से मैंने दिल लगाया

Jab Se Maine Dil Lagaya - जब से मैंने दिल लगाया

LYRICS:
jab se maine dil lagaya dil kahin lagta nahi ae mohabbat wo jaha hai tu mujhe le chal wahi le ke jaau main kahan ruswayiyo ka kafila haye kafila haye kafila khatam hoga jane kis din do dilo ka faasla haye faasla haye faasla aarzue dil ki sari khak ho kar rah gayi jab se maine dil lagaya dil kahin lagta nahi jee na rone se bahlta hai na ab fariyaad se fariyaad se, fariyaad se dil na gham kuch aur badh jata hai un ki yaad se haye yaad se haye yaad se aur unko bhul jana bhi mere bas me nahi ae mohabbat wo jaha hai tu mujhe le chal wahi mujh se kismat bhi khafa hai aur wo bhi hai juda haye hai juda, haye hai juda pyar ki pahli kiran chamki to suraj dhal gaya haye dhal gaya, haye dhal gaya meri duniya me andhere ke siwa kuch bhi nahi jab se maine dil lagaya dil kahin lagta nahi