SONG: Jab Se Ham Tum Bahaaron Men Ho Baithe Gum Nazaaron Men - जब से हम तुम, बहारों में, हो बैठे गुम, नज़ारों में

Jab Se Ham Tum Bahaaron Men Ho Baithe Gum Nazaaron Men - जब से हम तुम, बहारों में, हो बैठे गुम, नज़ारों में

LYRICS:
jab se ham tum, bahaaro me, ho baithe gum, nazaaro me jaise ye zindagi, jaagi aankho ka khawab hai jab se ham tum, bahaaro me, ho baithe gum, nazaaro me jaise ye zindagi, jaagi aankho ka khawab hai hotho pe pyar ki, mithi si ragini chehre pe aarzu ki dhimi-dhimi roshni meri dhadakan, teri baate tere jalave, meri aankhe jaise ye roshani, jaagi aankho kaa kvaab hai jo nainaa mod ke, do nainaa jod de jo itna shokh hai vo sharmana bhi chhod de ye shokhi si nigaaho ki ye chori si adaao ki jaise ye dillagi, jaagi aankho kaa kvaab hai