SONG: Jab Sawan Barse - जब सावन बरसे

Jab Sawan Barse - जब सावन बरसे

LYRICS:
jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund dil mera jale fir bhi naa mile tere dar se bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund jab pyar mein hai mar mar jeena fir apne aansu kya peena jab pyar me hai mar mar jeena fir apne aansu kya peena is rang bhare mausam ki kasam jalta hai to jalne de seena pyasa mera haa ho pyasa mera har mausam mein peeke bhi najar se bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund yaha pyar mein jeena mushkil hai yaha rasta hai na manjil hai yaha pyar mein jeena mushkil hai yaha rasta hai na manjil hai dil tukde tukde karti hai ye duniya bhi ek katil hai yaha khun-e-jigar ho yaha khun-e-jigar har shaam shahar tapke khanajar se bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund dil hua hai jab se chur chur sab dekhe mujhe khur khur dil hua hai jab se chur chur sab dekhe mujhe khur khur main pas bhi rah ke pas nahi koi ho gaya mujh se door door mere haal pe aanshu ho mere haal pe aanshu parbat ke tapke paththar se bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund jab koi khata ho jati hai badanaam wafa ho jati hai jab koi khata ho jati hai badanaam wafa ho jati hai apne nahi hote hai juda duniya bhi ho jati hai kab tak lahu du ho kab tak lahu du is dil ko apne hi jigar se bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund dil mera jale fir bhi naa mile tere dar se bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund jab sawan barse bund bund jab koi tarse bund bund jab sawan barse