SONG: Jab Rup Hi Pyasa Ho Kar Yu Chup Chup Ke Pani - जब रूप ही प्यासा होकर यूँ छुप छुप के पानी

Jab Rup Hi Pyasa Ho Kar Yu Chup Chup Ke Pani - जब रूप ही प्यासा होकर यूँ छुप छुप के पानी

LYRICS:
jab rup hi pyasa hokar yu chhup chhup ke pani peeyega to rup ka pyasa jo hoga wo phir kya peekar phir jeeyega gusse me tumhari rup kali gusse me tumhari rup kali kuch aur khili mohe lut li kuch aur khili mohe lut li rup kali rup kali mohe lut li hontho pe chhupayi jo laali hontho pe chhupayi jo laali dono gaalo se fut li dono gaalo se fut li rup kali rup kali mohe lut li bhagwan ko bhi bharmana kya premi ke sang sharmana kya sundarta se sharmane ki apni to aadat chhut chali hume tum chhodkar jati ho jaao kaise jaogi samajhti ho hume bechain karke chain paaogi asar jo pyar me hoga to khud hi khichte aaogi humare prem ki dori me tum bandhkar ke aaogi