SONG: Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee - जब रात नहीं कटती, एक रात नहीं कटती

Jab Rat Nahee Katatee, Ek Rat Nahee Katatee - जब रात नहीं कटती, एक रात नहीं कटती

LYRICS:
jab raat nahi katati, ek raat nahi katati jindagi kaise kategi jo aag lagi dil me, ashko ne bujhayi hai jo aag lagi dil me, ashko ne bujhayi hai ashko ne bujhayi hai ashko ne jo bhadakayi aag woh kaise bujhegi jab raat nahi katati, ek raat nahi katati jindagi kaise kategi de-de ke hame aansu, yeh duniya khushi mange de-de ke hame aansu, yeh duniya khushi mange yeh duniya khushi mange jo shakh se tuti ho, kali woh kaise khilegi jab raat nahi katati, ek raat nahi katati jindagi kaise kategi ai dard jara dam le, marne ki duwa kar lu ai dard jara dam le, marne ki duwa kar lu marne ki duwa kar lu gar ham na mite ai dil, maut phir kaise jiyegi jab raat nahi katati, ek raat nahi katati jindagi kaise kategi, jab raat nahi