SONG: Jab Naam Teraa Pyaar Se Likhati Hain Ungaliyaan

Jab Naam Teraa Pyaar Se Likhati Hain Ungaliyaan

LYRICS:
jab naam teraa pyaar se likhati hai ugaliyaan meri taraf zamaane ki uthati hai ugaliyaan daaman sanam kaa haath me aayaa thaa ek pal din-raat us hi pal se mahakati hai ugaliyaan jis din se dur ho ga_e us din se hi sanam bas din tumhaare aane ki ginati hai ugaliyaan patthar taraashakar na banaa taaj ek nayaa fanakaar ki jahaa me katati hai ugaliyaan