SONG: Jab Naam E Mohabbat Le Ke Kisi - जब नाम ए मोहब्बत ले के किसी

Jab Naam E Mohabbat Le Ke Kisi - जब नाम ए मोहब्बत ले के किसी

LYRICS:
jab naam e mohabbat le ke kisi naada ne daaman failaya jab naam e mohabbat le ke kisi naada ne daaman failaya pehlu me ajab saa dard utha palko pe aasu dhar aaya dil baithe baithe bhar aaya kya kahiye hame kya yaad aaya kya kahiye hame kya yaad aaya aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa kaise kaise aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa yaad aai kisiki mehki hui saso ki hawa halki halki wo sham ko rango ke baadal chunri wo meri dhalki dhalki yaad aai kisiki mehki hui saso ki hawa halki halki wo sham ko rango ke baadal chunri wo meri dhalki dhalki ik baat ne kitna tadpaya kya kahiye hame kya yaad aaya kya kahiye hame kya yaad aaya aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa chhodo chhodo chhodo chhodo chhodo chhod o aji chhodo ye tarana hai purana, ulfat hai diwaano ka fasana jeelo jeelo ye hai jine ka zamana, pyar aisa kaho ke wafa duniya se naa rakh umide wafa jab yuhi kisi ne samjhaya duniya se naa rakh umide wafa jab yuhi kisi ne samjhaya kuch aur badhi seene ki jalan kuch aur badha gum ka saaya reh rehkar hame rona aaya kya kahiye hame kya yaad aaya kya kahiye hame kya yaad aaya