SONG: Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna - जब किसी से कोई गिला रखना

Jab Kisi Se Koi Gila Rakhna - जब किसी से कोई गिला रखना

LYRICS:
jab kisi se koi gila rakhna jab kisi se koi gila rakhna samne apne aaina rakhna samne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna yu ujalo se wasta rakhna yu ujalo se wasta rakhna shamma ke paas hi hawa rakhna shamma ke paas hi hawa rakhna samne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna ghar ki taameer chahe jaisi ho ghar ki taameer chahe jaisi ho isme rone ki jageh rakhna samne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna masjide hai namaaziyo ke liye masjide hai namaaziyo ke liye apne ghar me kahi khuda rakhna apne ghar me kahi khuda rakhna milan-julna jahan zaruri ho milan-julna jahan zaruri ho milne-julne ki hauslaa rakhna milne-julne ki hauslaa rakhna samne apne aaina rakhna jab kisi se koi gila rakhna