SONG: Jab Kisi Ke Rukh Pe Zulfe Aa Ke Lehrane Lagi - जब किसी के रुख पे जुल्फें आ के लहराने लगी

Jab Kisi Ke Rukh Pe Zulfe Aa Ke Lehrane Lagi - जब किसी के रुख पे जुल्फें आ के लहराने लगी

LYRICS:
jab kisi ke rukh pe zulfe aa ke lahrane lagi jab kisi ke rukh pe zulfe aa ke lahrane lagi ha hasrate uth uth ke armano se takrane lagi jab kisi ke rukh pe zulfe aake lahrane lagi mil gayi aankho se aankhe mil gayi aankho se aankhe bhul se ya jan kar bhul se ya jan kar wo bhi sarmane lage haye wo bhi sarmane lage aur wo bhi sarmane lagi jab kisi ke rukh pe julfe aake lahrane lagi aake lahrane lagi dard jo paida hua hai dard jo paida hua hai dil me dil kaise kahe kaise kahe dhadkane dil ki kahani dhadkane dil ki kahani dil ko samjhane lage jab kisi ke rukh pe julfe aake lahrane lagi