SONG: Jab Khuda Deta Hai To - जब खुदा देता है

Jab Khuda Deta Hai To - जब खुदा देता है

LYRICS:
jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to gav ko jayenge hum bombe me jhande gad ke jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to motar kharidi jayegi bangla banaya jayega motar kharidi jayegi bangla banaya jayega bangle me chhote laal ka photo lagaya jayega photo lagaya jayega motar kharidi jayegi bangla banaya jayega motar kharidi jayegi bangla banaya jayega bangle me sani seth ke photo lagaya jayega photo lagaya jayega dhobhi ka bile babu ji kab tak chukaya jaiga dhobhi ka bile babu ji kab tak chukaya jaiga phad dunga bil jo phad dunga bil jo fir laya hai kapde fad ke jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to aji sahab kiraya dijiye ya room khali kijiye sahab kiraya dijiye ya room khali kijiye piche kiraya mangiye pahle ye chay pijiye piche kiraya mangiye pahle ye chay pijiye hamara hukam hai nikalo janab munshi ji ke ho chuka hai brabar hisab munshi ji kaise vah munsi ji bas itna sochne se bhi gaye vah munsi ji bas itna sochne se bhi gaye tum ne chay pi humari hum kiraya pi gaye tum ne chay pi humari hum kiraya pi gaye kab se pichhe pad rahe the kab se pichhe pad rahe the tum bhi panje jad ke jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to lo seth ka khat aa gaya check aapka tayar hai lo seth ka khat aa gaya check aapka tayar hai taxi ka bhada ho agar hum sab ka beda par hai hum sab ka beda par hai hum sab ka beda par hai kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai kis gadhe ko aapki ijaj se inkar hai banda bhi khidmatgar rahe hai banda bhi khidmatgar rahe hai aaye the bil ke liye aaye the bil ke liye jate hai jebe jhad ke jab khuda deta hai to deta hai chhapd fad ke jab khuda deta hai to