SONG: Jab Kaari Badariya Chayegi - जब कारी बदरियां छाएगी

Jab Kaari Badariya Chayegi - जब कारी बदरियां छाएगी

LYRICS:
jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi main kiski raah taku sajanwa kiski raah taku jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi jab chand jhalak dikhlayega chandi ke rath me aayega jab chand jhalak dikhlayega chandi ke rath me aayega mohe bairan nind na aayegi jab bairan nind na aayegi main kiski raah taku main kiski raah taku sajanwa kiski raah taku jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi sawan ki bhari barsato me in bhigi bhigi raato me sawan ki bhari barsato me in bhigi bhigi rato me jab rimjhim aag lagayegi jab rimjhim aag lagayegi main kiski raah taku main kiski raah taku sajanwa kiski raah taku jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi jab kari badariya chhayegi aur yaad teri tadpayegi main kiski raah taku sajanwa kiski raah taku