SONG: Jab Jab Phool Khile Tujhe Yaad Kiya Humne - जब जब फूल खिले तुझे याद किया हमने

Jab Jab Phool Khile Tujhe Yaad Kiya Humne - जब जब फूल खिले तुझे याद किया हमने

LYRICS:
jab jab phul khile jab jab phul khile tujhe yad kiya hamne jab jab phul khile dekh akela hame dekh akela hame, hame gher liya gum ne jab jab phul khile man ko maine lahk manaya par ab to hai wo bhi paraya man ko maine lahk manaya par ab to hai wo bhi paraya jakham kiye naasur jakham kiye naasur teri yad ke marhum ne jab jab phul khile milne ke hai lahk bahane lekin man ka meet na mane milne ke hai lahk bahane lekin man ka meet na mane dil toda har bar dil toda har bar mere bhole humdam ne jab jab phul khile dekh akela hame, hame gher liya gum ne jab jab phul khile pathar dil takdir mili hai pairo me janjir mili hai pathar dil takdir mili hai pairo me janjir mili hai raz mere dil ke raz mere dil ke kahe roke shabnam ne jab jab phul khile jab jab phul khile tujhe yad kiya hamne jab jab phul khile