SONG: Jab Jab Hota Nash Dharam Ka - जब जब होता नाश धर्म का

Jab Jab Hota Nash Dharam Ka - जब जब होता नाश धर्म का

LYRICS:
jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai jab kansh ke atyaachaaro se bhumandal se badh gaye jab vipra sang tyaagi vairaagi ka paapi mahaakaal hua jab prakruti ke har aansu par tukade tukade paatal hua tab garbh se sati devki ke us pal me aathwa laal hua phir vasudev neej laal ko mathura se gokul le jaate hai phir vasudev neej laal ko mathura se gokul le jaate hai awtaar baaal me jhule sansaar beriya gaata hai jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai jab mitti khaate kanhaa kunwar ko delkha yshoda maiyya ne muh kholkar saara vishw dikhaaya maiyya ko krishan kanhaiyya ne kahi matki phodi maakhan mohan maakhan chor bane kahi matki phodi maakhan mohan maakhan chor bane kahi yamuna tat par cheer gopiyo ke har kar badjor bane kahi maut bakaasur ki aati sanyaayi maara jaata hai aur kaal naag garg galan pe shyam shyam kahta hai jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai tha prabhu ne brij ki raksha ke hit dava nal ka paan kiya mathura gokul vrindavan ka nij charno se uddhar kiya jab yagya ruka tha indradev ka krodh kiya yasuraari ne jab yagya ruka tha indradev ka krodh kiya yasuraari ne tab ungli par parwat roka hanskar govardhan dhaari ne kaandhe pe kamal haath basuriya mor mukut man bhaata hai gopal ?? piya piya jab raas rachakar raas rachaiya murli madhur bajaata hai nar me naari, naari me nar yah bhed hame samjhaata hai thi idhar raas me banshi bajati udhar sudarshan chalta tha phir ek baldhaari yoddha marta tha jab ghada paap ka bhara to dekha mathura ke nar naari ne phir vidhans kansh ka kiya devaki nandan krishan muraari ne phir naache tha prithwi ka kan kan gagan pushp barsaata hai jo katha bhagwat ki sunta hai bhavsaagar se tar jaata hai jab jab hota nash dharam ka or paap badh jata hai tab lete avtar parbhu yehe vishv shanti pata hai