SONG: Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraaye (Female) - जब जब बहार आई और फुल मुस्कुराये

Jab Jab Bahaar Aaye Aur Phul Muskuraaye (Female) - जब जब बहार आई और फुल मुस्कुराये

LYRICS:
jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phul muskuraye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chand nikla aur tare jagmagaye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye apna koi taraana maine nahi banaya apna koi taraana maine nahi banaya tumne mere labo pe har ek sur sajaya o jab jab mere tarane duniya ne gungunaye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi mumkin hai jindgani kar jaye bewfayi lekin ye pyar vo hai jisme nahi judayi is pyar ke fasane jab jab juba pe aaye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye, mujhe tum yaad aaye