SONG: Jab Jab Apana Mel Huwa To - जब-जब अपना मेल हुआ तो

Jab Jab Apana Mel Huwa To - जब-जब अपना मेल हुआ तो

LYRICS:
jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara janam janam tak tut sake na kabhi sath hamara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara tere gam ko gale laga ke ho apni khushiya mai tujape luta du gar thoda sa too muskara de ho toh virane me kaliya khila du ho sharmata hai kaliyo ko bhi yeh bairi rup tumhara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara chhed ke apne pyar ka nagma ho tere dil me tarane jaga du teri aankh ke aansu le ke ho naye chand-sitare bana du ho nil gagan par dip jale hain jara dekho najara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara lakh janam ke armano ka ho koi rangin fasana bana du lekar aag tere galo ki ho gore gore kanval mai khila du ho dil kahata hai aaj milega nadiya se kinara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara jab jab apna mel huwa toh dil yahi pukara janam janam tak tut sake na kabhi sath hamara jab-jab apna mel huwa toh dil yahi pukara