SONG: Jab Honto Pe Katha Ye Aai - जब होंठों पे कथा ये आई

Jab Honto Pe Katha Ye Aai - जब होंठों पे कथा ये आई

LYRICS:
jab hontho pe katha ye aai man tadapa aur aankh bhar aai job hontho pe katha ye aai man tadapa aur aankh bhar aai ek samay kaurav paandav me aisa yudh ghamasaan huaa dharti khun me dub gayi aur amber lahuluhaan huaa haar lagi hone pandav ki kaurav chal gaye ailsi chaal dronachaary ne bichha diya ranbhumi me chakrvihu ka jaal o aisi bhayaanak hui ladaai maut chali banke purwaai jab hontho pe katha ye aai man tadapa aur aankh bhar aai yudh ke liye kiya maata ne fir abhmanyu ko taiyaar tilak lagaake, shastr sajaa ke gale lagaake, aakhari baar nanha sa sainik ja takraaya shatru ki faujon se chhota sa maanjhi na ghabraaya tufaani maujon se ho aisi bhayanak hui ladaai maut badriyaa banke chhai jab hontho pe katha ye aai man tadapa aur aankh bhar aai