SONG: Jab Haal-E-Dil Tumse Kehne Ko (Sad) - जब हाल-ए-दिल तुमसे कहने को

Jab Haal-E-Dil Tumse Kehne Ko (Sad) - जब हाल-ए-दिल तुमसे कहने को

LYRICS:
jab haale dil tumse kehne ko main milne aati hu par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haale dil jab haale dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haale dil dil to deewana hai maine jaana hai isliye to tumhe dilbar maana hai yun dil ko kisi ke tarsana achchhi baat nahi sachche premi ko tadpana achchhi baat nahi main na dekhu jab talak tujhko na chain paati hu par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hu jab haale dil ye ishq nahin aasan bas itna samajh lijiye ik aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai ishq wale kisi aag se na dare pyar ki raah mein marke bhi woh chale chahe kuch bhi ab ho jaye tere pyar mein hai pyar bina rakha bhi kya is sansar mein tu yaad aaye jis ghadi mujhko main daudi aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hu jab haale dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hu main soch mein pad jaati hu main soch mein pad jaati hu