SONG: Jab Ek Qaza Se Guzro To - जब एक कज़ा से गुज़रो तो

Jab Ek Qaza Se Guzro To - जब एक कज़ा से गुज़रो तो

LYRICS:
jab ek kaja se gujro to ek or kaja mil jati hai marne ki ghadi milti hai agar jine ki saja mil jati hai is dard ke bahte driya me har gham hai marhm koi nahi har dard ka hissa milta hai hita ki mariyam koi nahi sanso ki ijajt milti nahi jine ki raja mil jati hai mai wakat ka mujrim hu lekin is wakat ne kya insaf kiya jab tak jite ho jalte raho jal jao to kahna maph kiya jal jaye jara si chingari to or hava mil jati hai jab ek kaja se gujro to ek or kaja mil jati hai marne ki ghadi milti hai agar jine ki saja mil jati hai