SONG: Jab Duniya Badli Hai Phir Kyu Na Badale Hum Khilte Hue Mausam Me - जब दुनिया बदली है फिर क्यूँ ना बदले हम

Jab Duniya Badli Hai Phir Kyu Na Badale Hum Khilte Hue Mausam Me - जब दुनिया बदली है फिर क्यूँ ना बदले हम

LYRICS:
jab duniya badli hai phir kyu na badle hum khilte huye mausam me kyu bite rut ka gam jab duniya badli hai phir kyu na badle hum khilte huye mausam me kyu bite rut ka gam jo bite bit gayi jo bite bit gayi ab usko yaad na kar rangin baharo ko yuhi barbad na kar in najuk ghadiyo ki umre hoti hai kam khilte huye mausam me kyu bite rut ka gam jab duniya badli hai phir kyu na badle hum khilte huye mausam me kyu bite rut ka gam chahat ke gulshan se chahat ke gulshan se khushiyo ki kaliya chun kuch apne dil ki kah kuch mere dil ki sun ye duri kaisi hai main phul tu shabnam khilte huye mausam me kyu bite rut ka gam jab duniya badli hai phir kyu na badle hum khilte huye mausam me kyu bite rut ka gam