SONG: Jab Dil Na Ho Pehlu Me - जब दिल ना हो पहलू में, तो जीने का मज़ा क्या

Jab Dil Na Ho Pehlu Me - जब दिल ना हो पहलू में, तो जीने का मज़ा क्या

LYRICS:
jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya jine ka maza kya jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya jine ka maza kya dil todne wale ye bata, tujhko mila kya tujhko mila kya jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya jine ka maza kya sine me hi ghut ghut ke, mare jate hai arman jab dil pe lage chot, tadap uthta hai insa do tarfa barbadi mohabbat ka balidan do tarfa barbadi mohabbat ka balidan kya todne me dil ke, maza aata hai bhagwan kya todne me dil ke, maza aata hai bhagwan insaf se kah de, yahi insaf hai tera insaf hai tera jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya jine ka maza kya duniya yahi duniya hai to, duniya ko jala du ho agar bas chale mera, abhi akash hila du duniya yahi duniya hai to, duniya ko jala du ho agar bas chale mera, abhi akash hila du in ashko ke tufan se, dharti ko baha du sansar me har charo taraf, aag laga du aag laga du kyu prem ki basti me hai, krodh ka phera krodh ka phera jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya jine ka maza kya