SONG: Jab Dil Me Tere Dard Ho Aur Rang Tera Jard Ho - जब दिल में तेरे दर्द हो और रंग तेरा जर्द हो

Jab Dil Me Tere Dard Ho Aur Rang Tera Jard Ho - जब दिल में तेरे दर्द हो और रंग तेरा जर्द हो

LYRICS:
jab dil me tere dard ho aur rang tera jard ho jab dil me tere dard ho aur rang tera jard ho rato ko tu na so sake jo chahe wo na ho sake rato ko tu na so sake jo chahe wo na ho sake phir man lo dil kho gaya phir jan lo kuch ho gaya kuch ho gaya dil kho gaya phir man lo dil kho gaya phir jan lo kuch ho gaya kuch ho gaya dil kho gaya jab jhum kar aaye ghata aur dil se tere nikle aah jab jhum kar aaye ghata aur dil se tere nikle aah sawan ki kali rat ho aur aankho me barsat ho sawan ki kali rat ho aur aankho me barsat ho phir man lo dil kho gaya phir jan lo kuch ho gaya kuch ho gaya dil kho gaya phir man lo dil kho gaya phir jan lo kuch ho gaya kuch ho gaya dil kho gaya jab dhundti ho kuch nazar koi pesh na jaye magar jab dhundti ho kuch nazar koi pesh na jaye magar to siskiya bharta rahe jisse mile shikwe kare to siskiya bharta rahe jisse mile shikwe kare phir man lo dil kho gaya phir jan lo kuch ho gaya kuch ho gaya dil kho gaya phir man lo dil kho gaya phir jan lo kuch ho gaya kuch ho gaya dil kho gaya