SONG: Jab Chhaye Mera Jadu - जब छाये मेरा जादू

Jab Chhaye Mera Jadu - जब छाये मेरा जादू

LYRICS:
jab chhaye mera jadu, koi bachh na paye hai hay jab chhaye mera jadu, koi bachh na paye hai ha phulo ki narmi hu mai, sholo ki garmi hu mai phulo ki narmi hu mai, sholo ki garmi hu mai tufano ki halchal hu, hawao ka aanchal hu mai jo dhunde wo paye phir bhi hath na aaye, ha jab chhaye mera jadu, koi bachh na paye hai hay kabhi mai dard jagati hu, kabhi mai jakhm mitati hu kabhi mai dard jagati hu, kabhi mai jakhm mitati hu kabhi mai raz chupati hu, kabhi khud raz ban jati hu dil tute ho sath chhute phir bhi tu pichhe aaye, ha jab chhaye mera jadu, koi bachh na paye hai hay mujhse tum takrana na, aake yaha pachhatana na mujhse tum takrana na, aake yaha pachhatana na mera badan pighla sona, jaan bhi jaaye khabar ho na ye masti nahi sasti, dilwala hi boli lagaye, hay jab chhaye mera jadu, koi bachh na paye hai ha