SONG: Jab Chand Jawan Hoga - जब चाँद जवां होगा

Jab Chand Jawan Hoga - जब चाँद जवां होगा

LYRICS:
jab chand jawa hoga jab chand jawa hoga jab chand jawa hoga jab chand jawa hoga tab chandani rato me jannat ka sama hoga jab chand jawa hoga chav me sitaro ki chav me chav me sitaro ki ha phir hongi mulakate ho ho kah dengi nigahe phir kuch bhuli hui bate aayengi jawa raate aayengi jawa raate aur husn jawa hoga aur husn jawa hoga jab pyar jawa hoga jab pyar jawa hoga jab mastiya barsengi badmast fizao se jab mastiya barsengi badmast fizao se nikhregi jawani bhi ha ha nikhregi ha ha nikhregi jawani bhi ha ha ha rangin adao se un tej hawao se un tej hawao se makhmur jaha hoga hoga makhmur jaha hoga hoga makhmur jaha hoga jab chand jawa hoga jab chand jawa hoga lahrayenge afsane jab saj ke taro par nachengi tamannaye jhum jhum jhum nachengi tamannaye gulshan ki baharo par gulshan ki baharo par aur chand ke jarro par taro ka guma hoga taro ka guma hoga ho ho ho jab chand jawa hoga jab chand jawa hoga