SONG: Jab Badal Lehraya Jiya Jhum Jhum Ke Gaya - जब बादल लहराया जिया झूम झूम के गाया

Jab Badal Lehraya Jiya Jhum Jhum Ke Gaya - जब बादल लहराया जिया झूम झूम के गाया

LYRICS:
jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya bikhare julfe chal matbhari rang ye gora gora bikhare julfe chal matbhari rang ye gora gora badle me ja chand chup gaya dekh ke mukhda mora, mora balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya tadpe arma dil me har ghadi dard ho thoda thoda maine ab to tujhse haye re pyar ka nata joda, joda balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya saiya mai to teri ho gayo hosh bhi apna bhula saiya mai to teri ho gayo hosh bhi apna bhula badli me ja chand chup gaya dekh ke mukhda mora, mora balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya jiya jhum jhum ke gaya, gaya balma aaja sanam teri kasam machalti raat hai jab badal lehraya