SONG: Jab Ankhiya Pehli Bar Mili - जब अंखियाँ, जब अंखियाँ पहली बार मिलीं

Jab Ankhiya Pehli Bar Mili - जब अंखियाँ, जब अंखियाँ पहली बार मिलीं

LYRICS:
jab ankhiya, jab ankhiya pahli baar mili to dil me kuch kuch hone laga jab ankhiya, jab ankhiya pahli baar mili to dil me kuch kuch hone laga koi dhadkan bankar aa na saka mere dil ki sunder kashti me koi dhadkan bankar aa na saka mere dil ki sunder kashti me meri soi jawani jaag uthi dil kho gaya pyar ki masti me meri soi jawani jaag uthi dil kho gaya pyar ki masti me dil jhum jhum kar nach utha dil jhum jhum kar nach utha kaliyo ki sej pe sone laga kaliyo ki sej pe sone laga jab ankhiya, jab ankhiya pahli baar mili to dil me kuch kuch hone laga kuchh kar diya mujhpe jaadu sa is lok rasile saajan ne mujhe pyar ke rang me rang liya ek rang rangile sajan ne mujhe pyar ke rang me rang liya ek rang rangile sajan ne ek pyar ke chahre saukar ne ek pyar ke chahre saukar ne koi hans hans mujhe sajone laga koi hans hans mujhe sajone laga jab ankhiya, jab ankhiya pahli baar mili to dil me kuch kuch hone laga jab ankhiya