SONG: Jab Ankhe Hi Na Di Malik Ne - जब आँखे ही ना दी मालिक ने

Jab Ankhe Hi Na Di Malik Ne - जब आँखे ही ना दी मालिक ने

LYRICS:
naina bhaye anath hamare naina bhaye anath hamare madan gopal yaha se sajani dur sihare naina bhaye anath hamare naina bhaye anath hamare jab aankhe hi na di malik ne to dil bhi na diya hota jee liya hota jamino aasmaa wale are wo do jaha wale, diya tha dil to aankho ko ujala diya hota na hota jamane me koi majbur aankho se na hota jamane me koi majbur aankho se koi majbur aankho se ye hain duniya me, par duniya ye hain duniya me par duniya hain kitni dur aankho se hain kitani dur ye hain duniya me par duniya hain kitni dur aankho se na wo samjha hamari duniya me na chand na suraj na taare hain andheri sab bhare hain andhere sab najare hain bhala insa to insa hain, khuda bhi to nahi apna na puchho is jaha me kis kadar ham besahare hain na hota jamane me koi majbur aankho se koi majbur aankho se ye hain duniya me par duniya ye hain duniya me par duniya hain kitni dur aankho se hain kitani dur aankho se ye hain duniya me par duniya hain kitni dur aankho se na wo samjha wo dekho chalte chalte koi andha ladkhadaya hain bina hi maut ke muh me koi bechara aaya hain padi hain laash raste me na vaaris hain na mali hain na koi aya hain ? na hota jamane me koi majbur aankho se koi majbur aankho se ye hain duniya me par duniya ye hain duniya me par duniya hain kitni dur aankho se hain kitani dur aankho se ye hain duniya me par duniya hain kitni dur aankho se na wo samjha