SONG: Jaate Ho To Jao Par Jaoge Kaha - जाते हो तो जाओ पर जाओगे कहाँ

Jaate Ho To Jao Par Jaoge Kaha - जाते हो तो जाओ पर जाओगे कहाँ

LYRICS:
jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan aaye hai dur se milne hazur se hamko sazaa na do ji dil ke qasur se aaye hai dur se milne hazur se hamko sazaa na do ji dil ke qasur se aadhi hai raat abhi baaki hai baat abhi chhodo na saath abhi baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hai der se ji raste me pyaar ke dil tum pe vaar ke duniyaa ko haar ke baithe hai der se ji raste me pyaar ke thodi si chaah de do sine me raah de do dil ko panaah de do baabu ji jaate ho kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan jaate ho to jaao par jaaoge kahaan baabu ji tum aisaa dil paaoge kahaan