SONG: Jaane Vaale Sipahi Se Puchho Vo Kahaan Jaa Rahaa Hai - जाने वाले सिपाही से पूछो वो कहाँ जा रहा है

Jaane Vaale Sipahi Se Puchho Vo Kahaan Jaa Rahaa Hai - जाने वाले सिपाही से पूछो वो कहाँ जा रहा है

LYRICS:
jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai ishq hai qaatil-e-zidagaani, khun se tar hai uski kahani haay maasum bachpan ki yaade, haay do roz ki naujawani jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai kaise sehme hue hai nazare, kaise dar dar ke chalte hai taare kya jawani ka khun ho raha hai, sukhr hai anchalo ke kinare jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai kaun dukhiya hai jo ga rahi hai, bhukhe bacho ko behla rahi hai laash jalne ki bu aa rahi hai, zindagi hai ki chilla rahi hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai jaane vaale sipahi se puchho vo kaha ja raha hai