SONG: Jaane Tamanna Kya Kar Dala - जाने तमन्ना क्या कर डाला

Jaane Tamanna Kya Kar Dala - जाने तमन्ना क्या कर डाला

LYRICS:
jane tamanna kya kar dala aanchal me muskake jane tamanna kya kar dala aanchal me muskake dil ki dhadkan or bhada di yu dekha sharma ke jane tamanna kya kar dala kitna hasi hai teri aankho ka jadu kitna hasi hai teri aankho ka jadu khushbu me dubi hui sanso ka jadu dil ko lubhane wali bato ka jadu bato ka jadu har gayi mai sab kuch apna in kadmo me aake har gayi mai sab kuch apna in kadmo me aake dil ki dhadkan or bhada di yu dekha sharma ke jane tamanna kya kar dala betab dil hai mera madhosh aankhe betab dil hai mera madhosh aankhe karta hu dil se apne teri hi bate kaise gujaru apni bechain rate bechain rate mere dil me aa jao tum dunia ko thukrake mere dil me aa jao tum dunia ko thukrake jane tamanna kya kar dala aanchal me muskake dil ki dhadkan or bhada di yu dekha sharma ke jane tamanna kya kar dala