SONG: Jaane Mujhe Kya Hua Mujhko To Pyar Ho Gaya - जाने मुझे क्या हुआ मुझको तो प्यार हो गया

Jaane Mujhe Kya Hua Mujhko To Pyar Ho Gaya - जाने मुझे क्या हुआ मुझको तो प्यार हो गया

LYRICS:
jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya pahli nazar me dil gaya ha mujhko pyar ho gaya ye kya hua kaise hua main janu na tu bata jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya pahli nazar me dil gaya mujhko bhi pyar ho gaya ye kya hua kaise hua main janu na tu bata jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya hum bade hi pak dil hai ye na dokha khayiye ched ke hamko pyas dil ki yu na bhadkayiye hum bade hi pak dil hai ye na dokha khayiye ched ke hamko pyas dil ki yu na bhadkayiye tauba kahi ye hamare hoth, tauba kahi ye hamare hoth chum na lo kahi jhum ke tum jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya pahli nazar me dil gaya mujhko bhi pyar ho gaya sham dhali to apne tan se tumko mahkana bhi hai subah se pahle chup chupake ghar ko jana bhi hai sham dhali to apne tan se tumko mahkana bhi hai subah se pahle chup chupake ghar ko jana bhi hai jane ko hai saari raat padi, jane ko hai saari raat padi lipte raho abhi pyar se tum jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya ye kya hua kaise hua main janu na tu bata jane mujhe kya hua mujhko to pyar ho gaya ye kya hua kaise hua main janu na tu bata