SONG: Jaane Kyun Mujhe Abb Yun Lage - जाने क्यूँ मुझे अब यूँ लगे

Jaane Kyun Mujhe Abb Yun Lage - जाने क्यूँ मुझे अब यूँ लगे

LYRICS:
jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja o mere sathi mausam hansi hai aaja sanam tujhe kasam sunle dil ki sada jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja jaga jo dard dil mein, bechain ho gaya dil tu hi dawa hai dil ki, aise mein pyar se mil ye dillagi banake rahi dil ki lagi o mere sathi mausam hansi hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada tanaha nahi katengi is jindagi ki rahe manjil tab milegi baho mein jab ho bahe jab tak rahe aaja sanam milake chale o mere sathi mausam hansi hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada jane kyu mujhe ab yu lage, pyar ke bina jina bhi hai saja o mere sathi mausam hansi hai aaja sanam tujhe kasam sun le dil ki sada