SONG: Jaane Kyon Saawan Ke Rut Me - जाने क्यों सावन के रुत में

Jaane Kyon Saawan Ke Rut Me - जाने क्यों सावन के रुत में

LYRICS:
saawan rut aayi dekho balam saawan rut aayi dekho balam saawan rut aayi dekho balam kari kari badra jiya tarsaaye kari kari badra jiya tarsaaye chali re purbaai dekho balam saawan rut aayi dekho balam kari kari badra jiya tarsaaye kari kari badra jiya tarsaaye chali re purbaai dekho balam saawan rut aayi saawan rut aayi aayi rut aayi patton pe paani ki chham chham chhede jiya sargam patton pe paani ki chham chham chhede jiya sargam indradhanush ban gaye do baahen indradhanush ban gaye do baahen aayi hai angdaai dekho balam saawan rut aayi dekho balam satranga aakash ka aangan laaz ma jiun dulhan satranga aakash ka aangan laaz ma jiun dulhan mujhme gunji prit ki jaise mujhme gunji prit ki jaise ek shahnaai dekho balam saawan rut aayi dekho balam saawan rut aayi dekho balam kari kari badra jiya tarsaaye kari kari badra jiya tarsaaye chali re purbaai dekho balam saawan rut aayi dekho balam kari kari badra jiya tarsaaye kari kari badra jiya tarsaaye chali re purbaai dekho balam saawan rut aayi dekho balam saawan rut aayi