SONG: Jaane Kaisaa Chhaane Lagaa Nashaa Ye Pyaar Kaa - जाने कैसा छाने लगा नशा ये प्यार का

Jaane Kaisaa Chhaane Lagaa Nashaa Ye Pyaar Kaa - जाने कैसा छाने लगा नशा ये प्यार का

LYRICS:
jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka thoda thoda aane laga maza bahar ka jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka thoda thoda aane laga maza bahar ka dil jo mile, gul se khile, jan gaye hamraaz naye dil jo mile, gul se khile, jan gaye hamraaz naye tujhse sanam, teri kasam, sikh liye andaz naye gayi dil ko uda, teri shokh ada, mera bas na chala jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka thoda thoda aane laga maza bahar ka dil hai nada rat hasi, kaisa sama hai kaisi ghadi dil hai nada rat hasi, kaisa sama hai kaisi ghadi kaise bujhe dil ki lagi ab to ye mushkil aan padi aisa dard mila, nahi jiski dava, tere pyaar ke siva jaane kaisa chane laga nasha ye pyar ka jaane kaisa chane laga nasha ye pyar ka thoda thoda aane laga maza bahar ka