SONG: Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe - जाने कहा देखा है कहा देखा है तुम्हे

Jaane Kahan Dekha Hai, Kahan Dekha Hai Tumhe - जाने कहा देखा है कहा देखा है तुम्हे

LYRICS:
jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe jagi jagi ankhiyo ke sapno mein jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe jamuna kinare jamuna kinare kabhi bhigi bhigi choli me sawre ke sang kabhi sanwre ke sang kabhi gopiyo ki toli me kaha kaha pucha hai kaha kaha dhoondha hai kaha dekha hai tumhe jagi jagi ankhiyo ke sapno me jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe ravi ke kinare jaha heer ki saheliya puchti hai ranjhe wali pyar ki paheliya kaha kaha pucha hai kaha kaha dhoondha hai kaha dekha hai tumhe jagi jagi ankhiyo ke sapno mein jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe nil ke kinare nil ke kinare kabhi sham ke ujalo mein jhule ka pukara jhule ka pukara hai tumko khyalo mein kaha kaha puchha hai kaha kaha dhoondha hai kaha dekha hai tumhe jagi jagi ankhiyo ke sapno mein jane kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe