SONG: Jaane Jigar Yun Hi Agar Yu Hi Agar Hota Rahe Ishara Tera - जाने जिगर यूँ ही अगर होता रहे इशारा तेरा

Jaane Jigar Yun Hi Agar Yu Hi Agar Hota Rahe Ishara Tera - जाने जिगर यूँ ही अगर होता रहे इशारा तेरा

LYRICS:
jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera behki nazar chha raha hai nasha dekhe na koi sambhalo jara behki nazar chha raha hai nasha dekhe na koi sambhalo jara tu jo meri hai to fir janeman dunia ka gam khaye meri bala tu jo meri hai to fir janeman dunia ka gam khaye meri bala jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera tu hi mere pyar ka saz hai teri wafa par mujhe naz hai tu hi mere pyar ka saz hai teri wafa par mujhe naz hai nikali jo teri labo se sanam ye to mere dil ki awaz hai nikali jo teri labo se sanam ye to mere dil ki awaz hai jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera jane jiger yu hi agar hota rahe ishara tera arma bhare dil ke liye kafi hai ye sahara tera