SONG: Jaane Jaana - हम बन गए दर्द की दास्तां तुम क्या गये जिंदगी से

Jaane Jaana - हम बन गए दर्द की दास्तां तुम क्या गये जिंदगी से

LYRICS:
hum ban gaye dard ki dastaan tum kya gaye jindagi se baki hain khwaabon ki parchhaiyan tum kya gaye jindagi se jane jana jane jana aise mein hum kisko pukare jane jana jane jana kisko pukare tum hi batao zara kiski khata kisko pata ye kya hua socho agar kya kya kahe kya na kahe jaage hain dil kyu raat bhar jane jana jane jana aise mein hum kisko pukare jane jana jane jana kisko pukare tum hi batao zara thahra hua sa lage kaarwa tum kya gaye jindagi se bikhara hua hain ye gahra dhuaan tum kya gaye jindagi se har mod pe dil tod ke jate hain kyu apne sabhi ye jindagi gham ya khushi hota ahsaas nahi jane jana jane jana aise mein hum kisko pukare jane jana jane jana kisko pukare tum hi batao zara kitna paraya lage ye jahan tum kya gaye jindagi se har pal rulati hain tanhaiyaan tum kya gaye jindagi se