SONG: Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai - जान-ए-बहार हुस्न तेरा बेमिसाल है

Jaane Bahaar Husn Tera Bemisaal Hai - जान-ए-बहार हुस्न तेरा बेमिसाल है

LYRICS:
jan-e-bahar husn tera bemisal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai wallah kamal hai are wallah kamal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai aayi hai mere pas tu iss aan-ban se aayi hai mere pas tu iss aan-ban se utri ho jaise koyi pari asman se mai kya kahu khushi se ajab mera hal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai wallah kamal hai are wallah kamal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai haye yeh teri mast adaye ye bakpan haye yeh teri mast adaye ye bakpan kirno ko bhi mai chhune na dunga tera badan tujhse najar milaye ye kiski majal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai wallah kamal hai are wallah kamal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai mai khushnasib hu ke tujhe maine pa liya mai khushnasib hu ke tujhe maine pa liya tune karam kiya mujhe apna bana liya aise mile hain ham ke bicchhadhna muhal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai wallah kamal hai are wallah kamal hai jan-e-bahar husn tera bemisal hai